Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj In Urdu - pirazmat990.blogspot.com

 Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj In Urdu 

Mardana Kamzori:

Fehash literature or maghribi films ne hamare muashray ki no jawan nasal ko jinsi be rah rawi ki rah par daal dia hai. Jis ke natijay mein wo apni jinsi khuwahishat ko ghair fitri tareeqo se poora kar ke apni jawani or sehat ko dao par lagate hein. Anjam kar wo mardana quwat jo mardangi ka turra imtiaz hai wo kho detay hein

Mardana Kamzori Ki Alamat:

1. Aesa mareez jab mubashrat ka irada karta hai to azu mein sakhti ka amal waqti tor par ubharta to hai magar kuch hi dair mein sakhti khatam ho jati hai.
2. dakhol se pehle ya foran baad inzal ho jata hai. Surat inzal ka yeh amal mareez ki had se ziyada barhi hui jinsi hassasiyat ki sabab se hota hai.
3. Aghlam bazi ya musht zani ke sabab azu ka terha hona.
4. Jaryan ya kasrat e ehtelam se mani (Sperm) mein kami ya mani (Sperm) ka patla hona.
5. Azu khaas ke patho ka kamzor hona, jild par siyahi ya rago ka ubhra hona ya chota pan.

Mardana Kamzori Ka Rohani Ilaj


Mardana kamzori k ilaj k liye ta husool e maqsad awal o aakhir 11 11 martaba Durood Sharif k sath rozana 2100 martaba Ya Qawiyyu parhein or pani par dam kar k piyen.

No comments

Powered by Blogger.