Dolat ka Wazifa – Dolat Mand Banne ka Wazifa In Urdu
Aslam u Alikum | Ajj mein app ke sath Dolat ka Wazifa Share karne ja Raha hon.Agr app dolat mand banna Chahty hain Ameer hona Chahty hain.Tyo app dolat mand banne ka Ya Wazifa Lazmi karne.In Sha Allah Rizq Barish ki Tarha Barsy ga.Dolat ka Toofan Ae Jay Ga.
App iss Amal ko Lazmi karne Karne.
Dolat mand Banne ka Wazifa in Urdu
Ya Wazifa Allah ke 2 Names ka Wazifa hai.jin mein aik Allah ka Safati Name hai.Or Aik Allah ka Zati Name hai.Agr Allah ke Names ka Wazifa pory yakeen ke sath kiya Jay Tyo iss ka Yakeenan Faiyda hota hai.
Mary pyary Bahio aur Bahono ap jo be Wazifa party hain.oss Wazifa ko Azmiysh ke toor par na para karne balky fiyde ki niyat se para karne.
Wazifa parhne ka Tarika
App nay Rozana Namaz e Tahajjad ke wqt Iss ko krna Hai.Agr app Namaz e Tahajjad ke Waqat ya Amal Nahi kar skty tyo pher Namaz e Fajat ke Bad kar skty hain.Agr app Namaz e Fajar ke bad be Nahi kar skty.tyo pher App Namaz e Isha ke bad ya Amal kar skty hain
App nay Amal khalis Allah ki Raza ke liye parhna hai.Jab app nay Amal karna hai Wazifa parhna hai.tyo Wazifa parhne ke doran App nay kisi se be kisi kism ki baat nahi karni hai.Sab se Pahly App nay 3 Martba Drood e Ibrahimi parhna hai.
Pher app nay 41 Martba (YA ALLAH HO,YA WAHABU) Parhna hai.or pher app nay akhar mein 3 Martba Drood e Ibrahimi parhna hai.
Note: Allah ke in 2 Names ko aktha parh kar aik Taswar krna hai.(YA ALLAH HO,YA WAHABU) ya aik ho gya. (YA ALLAH HO,YA WAHABU) ya 2 ho gy.iss tariky sy app nay 41 Martba Alalh ke in 2no nmaes ko parhna hai.
Jab App ka Wazifa Mukmal ho jay.tyo pher Allah nay Allah se apny rizq ke liye khsosi dua mangni hai.Dua pory yakeen sy or thmal se mangni hai.In Sha Allah app dakhy gy ke App ke halat kasy tabdeel hona shoro ho gy hain.
Iss Wazifa ko app nay koi aik yan 2 din nahi karna hai.Balky app nay iss amal ko apni zindgi ka mamul bna lana hai.pher app iss wazifa ke fiyde dakhty jany ke app ko iss wazifa ko parhne ka kitna zyada fiyda hota hai.
Important Message
App nay Wazifa ko pory yakeen ke sath karna hai.Wazifa ko Azmaiysh ke toor par nahi krna balky Faiyde ki niyat se karna hai.Wazifa ke doran kisi se kisi kism ki baat nahi karni hai.Wazifa ko khud be karne or Sadqy ki niyat se dosron ke sath be zror Share karne.JAZZAK ALLAH
As slam alaikum hujur aapki nambar chahiye
ReplyDeleteAllah Pak apko slamat ur Khushiya ata kry ameen
ReplyDelete