Walidain (Parents) Ke 14 Huqooq Hain
Asslam o alaikum tamam muslim Dosto aaj hum aap ko btaane lage hain k Parents Ke 14 Huqooq Hain jo ke mandarja zail hain. in par khud bhi amal kariye aur sub ehbaab ko bhi amal karne ki Naseehat karein. Dusro'n ko zaroor btaaein
..
7 Huqooq doran e Hayat ( Unki Zindagi mein )
..
7 Huqooq doran e Hayat ( Unki Zindagi mein )
- Un ka adab o ehtaraam karna
- Un se Mohabbat karna
- Un ke Hukam ki takmeel karna
- Un ki Khidmat karna
- Un ko araam Pohanchana
- Un Ki Zarooratein Poori karna
- Lamha ba lamha unki Ziyarat karna
7 Huqooq Baad Az Wafaat ( Unki Death ke Baad )
- Un ke Liye ALLAH se muaafi mangna
- Un ko isaal e Sawaab karna
- Un ke Dosto'n, Rishte daaro'n ki izzat karna
- Un ke Dost ehbaab etc ki madad karna
- Un ka liya hua qarz ya amanat wapis lotana
- Un ki jaiz Wasiyat puri karna
- Un ki Qabar par jana,
Post a Comment